Roman script

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya 

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya 

jhoom uthi re main mastaani deewani jaani 

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya 

paayal nahi ghunghru nahi 

chham chham kaise ye hone lagi 

dhundho mujhe main khone lagi 

ho paayal nahi ghungharu nahi 

chham chham kaise ye hone lagi 

dhundho mujhe main khone lagi 

hua kya mujhe ui tauba main na jaani 

jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani 

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya 

aisa laga tune piya 

kheencha najariya ki dor se 

dhadka mera dil zor zor se 

hoon aisa laga tune piya 

kheencha najariya ki dor se 

dhadka mera dil zor zor se 

tera naam leke boli meri jawaani 

jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya 

mere balam meri nazar 

maare sharam ke jhukne lage 

chalata zamaana rukne lage 

ho mere balam meri nazar 

maare sharam ke jhukne lage 

chalata zamaana rukne lage 

aise waqt chhedo koi aisi kahaani 

jhoom uthi re main mastaani deewaani jaani

jaane kya pilaaya tune bada maza aaya

Explore this song