Roman script

jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

thoda thoda aane laga maza bahar ka

jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

thoda thoda aane laga maza bahar ka

dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamraaz naye

dil jo mile, gul se khile, jan gaye hamraaz naye

tujhse sanam, teri kasam, sikh liye andaz naye

gayi dil ko uda, teri shokh ada, mera bas na chala

jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

jane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

thoda thoda aane laga maza bahar ka

dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi

dil hai nada rat hasi, kaisa sama hai kaisi ghadi

kaise bujhe dil ki lagi ab to ye mushkil aan padi

aisa dard mila, nahi jiski dava, tere pyaar ke siva

jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

jaane kaisa chane laga nasha ye pyar ka

thoda thoda aane laga maza bahar ka

Explore this song