Roman script

jane na jane na jane na, jane jane jane na jane
na jane kaha se aayi hai, na jane kaha se aayi hai
o jane kaha se aayi hai
kabhi kabhi mujhe deewani lage
kabhi kabhi mujhe anjani lage
kabhi kabhi hawa ki rawani lage
kabhi kabhi phoolo ki kahai lage
ada se ada nasha se nasha, chura ke layi hai
jane na jane na jane na, jane jane jane na jane
na jane kaha se aayi hai, na jane kaha se aayi hai
o jane kaha se aayi haii
chandni hai apsara hai, shayari hai shayara hai
rangato ka daiyra hai, tu kabhi albeli 
kabhi mujhko peheli lage kyo, pyar ki hai isko jaldi
dil ye apna leke chaldi, behki behki ulti seedhi
aise lehraye jaise, hawa me ude hai khushboo
na jane na jane na, jane jane jane na jane
na jane kaha se aayi hai, na jane kaha se aayi hai 
o na jane kaha se aayi hai
door jake paas aake, khwaiso ko gudguda ke
dekhti hai muskurake, teri palko me hai 
mohabbato ka naya sapna, gumshuda si guftagu hai
ajnabi si justaju hai, tu kisi ki aarzoo hai
kahi na kahi to mil jayega tujhe woh apna
do jaha ki raunako me tu hi chayi hai
na jane na jane na jane jane jane na jane
na jane kaha se aayi hai, na jane kaha se aayi hai 
tu jane kaha se aayi hai
kabhi kabhi mujhe deewani lage
kabhi kabhi mujhe anjani lage
kabhi kabhi hawa ki rawani lage
kabhi kabhi phoolo ki kahani lage
ada se ada nasha se nasha, chura ke layi hai
jane na jane na jane na, jane jane jane na jane
na jane kaha se aayi hai, na jane kaha se aayi hai
o jane kaha se aayi hai

Song details

actor: Ritesh Deshmukh