Roman script

jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

aise kyun hai, kyun hai aise jaldi ruko zara 

thehro thehro abhi, karo thoda yakin

aisi betaabiyan achchhi hoti nahi

roko zara jazbaat ko, samjha karo haalat ko

aayegi aayegi milne ki bhi ghadi

jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

ho na ho na inte bhi to ho na besabar

ho na ho na inte bhi to ho na besabar

is haal mein darata hai dil, ek sharm si ismein shaamil

chhedo na yun ehsaaas ko, do na hawa is pyaas ko

aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi

jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

Explore this song