Roman script

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

aaj kisi se mulakat hai meri

kaun hai wo bolo kaun hai wo  

bolo bolo kaun hai wo meri jaan hai wo

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

aaj kisi se mulakat hai meri

kaun hai wo bolo kaun hai wo 

bolo bolo kaun hai wo meri jaan hai wo

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

baag mein wo mera intezar karega 

khat uska aya hai mujhe usne bulaya hai

mere siva tu kisi ka naam nahi lena 

aisi bewafai se tu kaam nahi lena

tu use chahe mujhe hairangi hain 

main tujhe chahu teri deewangi hain

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

aaj kisi se mulakat hai meri

kaun hai wo bolo kaun hai wo 

bolo bolo kaun hai wo meri jaan hai wo

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

jab hum milte hai phool khilte hain 

taron ki chhaon mein sapano ke gaon mein

aisa kya hai usmein jo mujhmein nahi hain 

kya wo naujawan mujhse bhi hasi hai

tu kaha woh kaha hairangi hai 

teri mohabbat dewangi hai

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

aaj kisi se mulakat hai meri

kaun hai wo bolo kaun hai wo 

bolo bolo kaun hai wo meri jaan hai wo

jaane do jaane do mujhe jaana hai 

are wada jo kiya hai wo nibhana hai

achha chal main tere sath chalta hoon 

dekhu to yar ko tere dildar ko

seene mein ye gum ka pahad phat jayega 

dekhega use to tu jal kat jayega

gussa nahi ye dewanagi hai 

tu sath aaye hairangi hai

hey aane de aane de mujhe aana hai 

na na jaane do jaane do mujhe jaana hai 

hey aane de aane de mujhe aana hai 

na na jaane do jaane do mujhe jaana hai

Explore this song