Roman script

ho ho jana hai tujhko piya ke angana

sajale bindiya sajale kangana

pihar se aayi purwayi ki, babul ki mehaki anganayi ki

kehati hai gunj shehanayi ki gori

pihar se aayi hai purwayi ki, babul ki mehaki anganayi ki 

kehti hai gunj shehanayi ki gori

ho ho jana hai tujhko piya ke angana

sajale bindiya sajale kangana

sun sun meri behana, kismat se hi maina aati hai aisi ghadiya

chun chun ke hai milati, mushkil se hai khilati cheharewali ladiya

sawar le, nikhar le, na hamse laj kar

o banno o lado tu khud pe naj kar

tere man bhaye sada, tujhko lubhaye sada, tera man chaha sajana

pihar se aayi purwayi ki, babul ki mehaki anganayi ki

kehati hai gunj shehanayi ki gori

pihar se aayi purwayi ki ,babul ki mehki anganayi ki

kehti hai gunj shehanayi ki gori

ho ho jana hai tujhko piya ke angana

tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum

tai tum tai tum tai, tai tum tai tum tai tum tum

dil dil mil jate hai, milake karib aate hai

saagro se milti nadiya

na tan se, na man se, na to kisi badhan se

pyar se judi hai sadiya

kabhi bhi na chhute yeh dhaga preet ka

na chhute yeh daman kisi bhi meet ka

tujhpe bhi mujhpe bhi chhaye bas prem rang

chhaye koi duja rang na

pihar se aayi purwayi ki, babul ki mehaki anganayi ki

kehati hai gunj shehanayi ki gori

pihar se aayi purwayi ki, babul ki mehaki anganayi ki

kehti hai gunj shehanayi ki gori

ho ho jana hai tujhako ha piya ke angana

sajale bindiya sajale kangana

Explore this song