Roman script

jana jana hai dur kahin dur jana hai 
jana jana hai dur kahin dur jana hai
tere sang mere sathiya kahin jarur jarur jana hai 
jana jana hai dur kahin dur jana hai
jana jana hai dur kahin dur jana hai
jaha tu ho waha main hu koi aur na ho
jaha tu ho waha main hu koi aur na ho
saanso ki sargam ke siva koi shor na ho 
aise nagri me ek din jarur jana hai 
jana jana hai dur kahin dur jana hai
jana jana hai dur kahin dur jana hai
nile gagan tale parvat ki god me 
nadiya kinare chhota sa ghar ho 
bansi ki taal pe nachu main chham chham 
duniya ka hosh na apni khabar ho 
apne sapno ki khoj me jarur jana hai  
jana jana hai dur kahin dur jana hai
jana jana hai dur kahin dur jana hai
aaj bujhe bujhe man ki agan jagi hai 
kabhi yaad na aayi wo lagan jagi hai 
aaj bujhe bujhe man ki agan jagi hai 
kabhi yaad na aai wo lagan jagi hai 
koi kahta hai tujhko jarur jana hai 
tere sang mere sathiya jarur jarur jana hai 
jana jana hai dur kahin dur jana hai 
jana jana hai dur 
jana jana kahin dur jana hai

Song details

Song video

Watch on YouTube