Roman script

jaan bachi jaan bachi so lakho paye

lotke budhu ghar ko aaye

jaan bachi so lakho paye

bhali huyi jo sach se chhute nahi to aye maharaj

bhali huyi jo sach se chhute nahi to aye maharaj

hum rote aur ghuman ghuman jel ki chakki aaj

hum rote aur ghuman ghuman jel ki chakki aaj

aisi khatir bhahad me jaye

jaan bachi so lakho paye 

jaan bachi jaan bachi so lakho paye

lotke budhu ghar ko aaye

jaan bachi so lakho paye

shan se pitate jute khakar wahi jo rahte aaj

shan se pitate jute khakar wahi jo rahte aaj

aakhir ulfat rang hi lati beda hota par

aakhir ulfat rang hi lati beda hota par

murakh hai jo ab pachhtaye

jaan bachi so lakho paye 

jaan bachi jaan bachi so lakho paye

lotke budhu ghar ko aaye

jaan bachi so lakho paye

banke aashiq jeb hai khali roti ko mohtaj

banke aashiq jeb hai khali roti ko mohtaj

wahi masal hai gangba teli pap na dekhe raz

wahi masal hai gangba teli pap na dekhe raz

aankh khuli to jute khaye

jaan bachi so lakho paye

Explore this song