Roman script

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

dil mera kho gaya 

kho gaya dil mera, dil mera, dil mera 

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

maana ki tu anjaan hain, dil me yahi armaan hai 

kah du ki tu mehmaan hai mere pyaar ka 

maana ki tu anjaan hain, dil me yahi armaan hai 

kah du ki ti mehmaan hai mere pyaar ka

dil mera kho gaya 

kho gaya dil mera, dil mera, dil mera 

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

dil ye kahe paas aaun main, tere liye mar jaaun main

kaise kahu sharmaaun main ye tanman tera 

dil ye kahe paas aaun main, tere liye mar jaaun main 

kaise kahu sharmaaun main ye tan-man tera 

dil mera kho gaya 

kho gaya dil mera, dil mera, dil mera 

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

dil mera kho gaya 

kho gaya dil mera, dil mera, dil mera 

jaan ae jaan mujhe aesa kya huaa

dekha tujhe pal bhar me janmo ka naata huaa

Explore this song