Roman script

jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai

pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai

laharo ko kabhi na chhupa paayega samandar

roshni kabhi na chhupegi shama ke andar 

roshni kabhi na chhupegi shama ke andar 

chehra khaamosh aayine me utar jaayega

rang khushbu ka havao me bikhar jaayega ho bikhar jaayega

phul vo hai jo khil ke mahakta hai, mahakta hai

phul vo hai jo khil ke mahakta hai, mahakta hai

pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai

jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai

pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane

pyar ki chaahat ki nayi roshni dikhaane

aaya hu dilo se main nafrate mitaane 

aaya hu dilo se main nafrate mitaane 

saari duniya se to ham dosti nibhaayege

pyar ka git saari umr gungunaayege ho gungunaayege

saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai, khanakta hai

saaj vo hai jo nagmo pe khanakta hai, khanakta hai

pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai

jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai

pyar vo hai jo aankho se jhalakta hai, jhalakta hai

jaam vo hai jo bhar ke chhalakta hai, chhalakta hai

Explore this song