Roman script

jaam hontho se laga lun to bura kya hai

jaam hontho se laga lun to bura kya hai

aag seene ki bujha lun to bura kya hai

jaam hontho se laga lun to bura kya hai

vo jo apne na rahe

unse shikaayat kya

ho o vo jo apne na rahe

unse shikaayat kya

apna gam un se kahun

iski jaruart kya

dard ko dil me daba lun to bura kya hai

aag seene ki bujha lun to bura kya hai

jaam hontho se laga lun to bura kya hai

dur ab kyu na rahu

unke khyaalo se

dur ab kyu na rahu

unke khyaalo se

kam se kam bach to sakun

dil ke sawaalo se

bekhudi aur badha lun to bura kya hai

aag seene ki bujha lun to bura kya hai

jaam hontho se laga lun to bura kya hai

Explore this song