Roman script

jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon

tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon

jaagi jaagi raaton mein soyi soyi rahti hoon

tere hi khwabo mein khoyi khoyi rahi hoon

yaado mein raat bhar ab toh shaamo sehar

tere bina tere bina tere bina tere bina

jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon

tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon

pyar ka hai asar ab tumhe chod kar jana kahan

jana kahan jana kahan jana kahan jana kahan

jaagi jaagi raaton mein soya soya rahta hoon

tere hi khwabo mein khoya khoya rehta hoon

dekhe aankhon ne roz sapne

sapno mein teri justjoo hai

dil ki jarurat ban gayi hai

teri baahon mein jo sukoon hai

tu hi mera piya tu hi mera jiya

tujhe chun liya aaj maine

ab har ghadi hoon tere saath saath

jis raah ka tu pta de

khusboo hawaon mein bikhri hai sandal ki

dil ko khabar teri ab toh har pal ki

ab nahi koyi darr ab mera humsafar

ye aasmaan ye aasmaan ye aasmaan

dil ki kitaabo mein likha hai

pyar dilon ka khuda hai

lafzo se pucho to kahenge

pyar hasi ek khata hai

tu hi mera khuda hai

tu hi meri dua hai

tujhe dil diya aaj maine

saanson ke taar hai bekaar

ek baar fir muskura de

meethi meethi baaton se dil ye dhadakta hai

tu na mile jis pal dum ye nikalta hai

khayi maine ye kasam na juda honge hum

vaada raha vaada raha vaada raha.

Explore this song