Roman script

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

ab dil ka mere aalam kya hoga khuda jaane

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

unchi lahro se kai meri bekarari

ho unchi lahro se kai meri bekarari

machhali teri jaal mein aa gayi shikari

ye kaisi ye kaisi pyas hai

jo dil ko lagi tadpaane 

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

nache tere hath mein bekadar jawani

ho nache tere hath mein bekadar jawani

bikharin jilfo ki ghata kah gayi kahani

mai kya hu mai kya hu 

mujhe koi mera deewaana jaane naa 

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

mahfil raushni ho gayi raat muskuraayi

mahfil raushni ho gayi raat muskuraayi

jaagi dil ki dhadkne aur sadaye aayi

shamma ki, shamma ki mohabbt mein 

lut jayenga parwane

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

maana mausam hai sanam ye bahaar ka hai 

maana mausam hai sanam ye bahaar ka hai 

ae ji dil bhi mera bekaraar sa hai 

mumkin hai, mumkin hai abhi dil ka 

gulshan abhi laharaaye ja 

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

ab dil ka mere aalam kya hoga khuda jaane

jaadu teri najar ka chal hi gaya deewane

Explore this song