Roman script
jadu kar gaye kisi ke naina ke man mere bas me nahin jadu kar gaye kisi ke naina sapno me kho gayi main kya kisi ki ho gayi main sapno me kho gayi main kya kisi ki ho gayi main kaise ye bhed chhupaun ke man more bas me nahin jadu kar gaye kisi ke naina bindiya lagaungi main mehendi rachaungi main bindiya lagaungi main mehendi rachaungi main dur khadi sharmaun ghunghat mein musakaun ke man mere bas me nahin jadu kar gaye kisi ke naina jin nainan se nain milaye jin nainan se nain milaye unko rota chhod na jaiyo jin nainan se nain milaye unko rota chhod na jaiyo tumne jisme prit jagayi tumne jisme prit jagayi us manva ko tod na jaiyo tod na jaiyo tum bin chain na paun ke man more bas me nahin jadu kar gaye kisi ke naina ke man mere bas me nahin jadu kar gaye kisi ke naina
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Ziddi (1948)
- Composer: Khemchand Prakash
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actor: Chanda
- Actor: Dev Anand
- Actor: Kamini Kaushal
- Actor: Nawab
- Actor: Kuldeep
- Actor: Pran
- Actor: Pratima Devi
- Actor: Indu Shivraj
Song video
actor: Dev Anand, Kamini Kaushal