Roman script

jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga

jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga

diwane mere ye to bata kya kiya tune 

mitha sa dard hone laga

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de

koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de

maine to ye jana na, hota hai kya intzar

mera dil kyun mane na, mujhko to ho gaya hai pyar

main chain se pehle raton ko soti thi, tune meri ninde luti

main chain se pehle raton ko soti thi, tune meri ninde luti

ye rog kya tune lagaya, diwanapan kaisa jagaya

jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga

o jana meri ye to bata kya kiya tune 

mitha sa dard hone laga

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de

janeman o janeja kya hai irada bata

chhune de in honton ko honton se mere jara

kya khoob hai main bhi kaisa diwana tha

kyun ishq se anjana tha

kya khoob hai main bhi kaisa diwana tha

kyun ishq se anjana tha

pagal mujhe tune banaya, chahat hai kya mujhko bataya

jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga

jadu hai tera hi jadu, jo mere dil pe chhane laga

diwane mere ye to bata kya kiya tune 

mitha sa dard hone laga

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

ye kya huwa, pehle na aisa hota tha

main hoon kahan main janu na

koi mujhe itana bata de, ghar ka mere mujhko pata de

Explore this song