Roman script

ja re baiman tujhe jan liya jan liya 

jan liya ja ja ja 

ja re baiman tujhe jan liya jan liya 

jan liya ja ja ja 

ja re baiman tujhe jan liya jan liya

tere hi samane hai tujhe hi khabar hi nahi

tere hi samane hai tere hi samane hai 

tujhe hi khabar hi nahi

samjh sake jo hume ye vo nazar hi nahi

samjh sake jo hume ye vo nazar hi nahi

ab or kya kaha kya kahe kya kahe 

ab or kya kaha ke tujh pe to asar hi nahi

bade ho dil ke bure humne to pehchan liya ja ja 

ja re baiman tujhe jan liya jan liya

ja re baiman tujhe jan liya jan liya jan liya 

hume fareb na de ke ye chalega nahi

hume fareb na de hume fareb na de

ke ye chalega nahi

sanam ye jhut tera sada palega nahi 

sanam ye jhut tera sada palega nahi

hawa ke aage diya 

hawa ke aage diya kabhi jalega nahi

sahenge ab na sitam hum

ye than liya ja ja ja re baiman tujhe jan liya

jan liya ja ja ja re ja re baiman tujhe jan liya jan liya jan liya

Explore this song