Roman script

ja re beiman, ja re baiman 

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman 

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman 

dur bhi jake dekha, paas bhi aake dekha 

dur bhi jake dekha, paas bhi aake dekha 

sau bahano se dil ki, baat samjha ke dekha 

samjh saka na, julmi tu ye jubaa 

ja ja ja re beiman 

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman

kay gajab dhaa raha hain

hamko thukra raha hain 

kya gajab dhaa raha hain

hamko thukra raha hain 

aa rahi hain bahare aur tu ja raha hain 

gir jaye kash tujhpe ye aasman 

ja ja ja re beiman 

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman

dil ka shisha uchhala, shishe ko tod dala 

dil ka shisha uchhala, shishe ko tod dala 

gir padi main bedrdi, par na tune sambhala

tadap rahi hain meri choti si jaan 

ja ja ja re beiman 

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman

kisi ka balam teri kasam 

tere jaisa na ho nadan 

ja ja ja re beiman

Explore this song