Roman script

itna to yaad hai mujhe, o

itna to yaad hai mujhe, haye

itna to yaad hai mujhe ke unse mulakat huyi

itna to yaad hai mujhe ke unse mulakat huyi  

bad me jane kya huya

oo ho bad me jane kya huya

haye, bad me jane kya huya, na jane kya bat huyi

bad me jane kya huya, na jane kya bat huyi 

itna to yaad hai mujhe, oo ho

itna to yaad hai mujhe, haye

itna to yaad hai mujhe ke unse mulakat huyi

bad me jane kya huya

haye, bad me jane kya huya, na jane kya bat huyi

itna to yaad hai mujhe

wade wafa ke karke kasame luta ke 

kisi pe dil luta ke chala aaya 

nazare mila ke nind apni chura ke 

kasak dil me basake chala aaya

din to gujar jayega, oo ho oo

din to gujar jayega, haye

din to gujar jayega, kya hoga jab rat huyi 

din to gujar jayega, kya hoga jab rat huyi

itna to yaad hai mujhe

mare haya ke mai to aankhe jhuka ke

zara daman bachake mai to chali aayi

parda hatake unki bato me aake

unhe suraj dikha ke chali aayi

kis se shikayat karu, ho oo oo

kis se shikayat karu, haye

kis se shikayat karu, shararat mere sath huyi

kis se shikayat karu, shararat mere sath huyi

itna to yaad hai mujhe

thi ek kahani pahale ye zindagani 

unhe dekha to jina mujhe aaya

dilbar-o-jani, sharam se pani pani  

huyi bas mai pasina mujhe aaya

aise mai bhig gayi, oo ho

aise mai bhig gayi, haye

aise mai bhig gayi, jaise ke barasat huyi

aise mai bhig gayi, jaise ke barasat huyi 

itna to yaad hai mujhe

itna to yaad hai mujhe, oo ho

itna to yaad hai mujhe, haye

itna to yaad hai mujhe ke unse mulakat huyi

itna to yaad hai mujhe ke unse mulakat huyi

itna to yaad hai mujhe, oo ho, itna to yaad hai mujhe

itna to yaad hai mujhe, itna to yaad hai mujhe

Explore this song