Roman script

chaahu tujhe dil ye kahe

chaahe sans rahe na rahe

chaahu tujhe dil ye kahe

chaahe sans rahe na rahe

tum bhi yehi ik baar kaho

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

tere jism se aage jaana hai

teri rooh ko chhu kar aana hai

ho tere jism se aage jaana hai

teri rooh ko chhu kar aana hai

ik pal ka ishq nahi hai ye

janmo tak tujhko pana hai

tum bhi yehi ikrar karo

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

tera zikr hai meri baato mein

tu din ki tarah hai raato mein

ho tera zikra hai meri baato mein

tu din ki tarah hai raato mein

bas naam tera hi leti hai

jo laqeer hai mere haatho mein

is baat ka tum aitbaar karo

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

maine socha na ho itna pyaar karo

kabhi socha na ho itna pyaar karo

Explore this song