Roman script

itna hasin koi kahi hai dusra 

nahi nahi nahi nahi

itna hasin koi kahi hai dusra 

nahi nahi tumhe kya kahu 

sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi

itna hasin koi kahi hai dusra 

nahi nahi tumhe kya kahu 

sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi

kash wo din aaye tumse pyar ki bate karu

kash wo din aaye tumse pyar ki bate karu

pyar ki bate karu ikrar ki bate karu

jo har baat ho jaye ikrar ki

shuru ham kare zindagi pyar ki

suna nahi ke husn to hai bewafa 

nahi nahi nahi tumhe kya kahu 

sanam kahu ke dilruba nahi nahi nahi

itna hasin koi kahi hai dusra 

nahi nahi tumhe kya kahu 

sanam kahu ke dilruba nahi nahi

Explore this song