Roman script
itni hasin itni jawa raat kya kare itni hasin itni jawa raat kya kare jage hai kuch ajib se jazbat kya kare itni hasin itni jawa raat kya kare sanso me ghul rahi hai kisi sans ki mahak sanso me ghul rahi hai kisi sans ki mahak daman ko chhu raha hai koi hath kya kare daman ko chhu raha hai koi hath kya kare jage hai kuch ajib se jazbat kya kare itni hasin itni jawa raat kya kare shayad tumhare aane se ye bhed khul sake shayad tumhare aane se ye bhed khul sake hairan hai ki aaj nai bat kya kare jage hai kuch ajib se jazbat kya kare itni hasin itni jawa raat kya kare
Song details
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aaj Aur Kal (1963)
- Composer: Ravi
- Lyricist: Sahir Ludhianvi
- Actor: Sunil Dutt
- Actor: Nanda
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Raj Kumar
- Actor: Tanuja
- Actor: Agha
- Actor: Dhumal
- Actor: Deven Verma
Song video
actor: Ashok Kumar, Sunil Dutt, Nanda, Tanuja