Roman script

ho ho ho aa aa

ho ho ho o o

is jahan ki nahi hain tumhari aankhe

is jahan ki nahi hain tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

aaye hain hum jahan me tumhare liye

aaye hain hum jahan me tumhare liye

hain tumhare liye hi humari aankhe

is jahan ki nahi hain tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

do jahan deke le lu to sasti hain ye

do jahan deke le lu to sasti hain ye

do jahan se bhi pyari tumhari aankhe

do jahan se bhi pyari tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

aaye hain hum jahan me tumhare liye

hain tumhare liye hi humari aankhe

rahte ho aankho me tum hi ab din raat

rahte ho aankho me tum hi ab din raat

ab toh ghar hai humara tumhari aankhe

ab toh ghar hai humara tumhari aankhe

hain tumhare liye hi humari aankhe

is jahan ki nahi hain tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

duniyawalo se rakhna bacha kar inhe

duniyawalo se rakhna bacha kar inhe

na churale koyi ye tumhari aankhe

na churale koyi ye tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

aaye hain hum jahan me tumhare liye

aaye hain hum jahan me tumhare liye

hain tumhare liye hi humari aankhe

is jahan ki nahi hain tumhari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

hain tumhare liye hi humari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

hain tumhare liye hi humari aankhe

aasma se ye kisne utari aankhe

hain tumhare liye hi humari aankhe

Explore this song