Roman script

isko pata, na usko khabar

dhundh rahi jise, sabki nazar

isko pata na usko khabar

dhundh rahi jise, sabki nazar

na mai, na tu, to hai 

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

isko pata na usko khabar

dhundh rahi jise, sabki nazar

na mai, na tu, to hai 

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

puchh rahe sab, naam hai kya

koi na jane uska pata

puchh rahe sab, naam hai kya

koi na jane uska pata

jiski talash me sara shehar

dhundh rahi jise, sabki nazar

na mai, na tu, to hai 

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

gunj rahi ek aahat si

dilo me hai ghabrahat si

gunj rahi ek aahat si

dilo me hai ghabrahat si

har insan ko jis se hai dar

dhundh rahi jise, sabki nazar

na mai, na tu, to hai 

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

jane kaha, kab aayega

koi sitam kar jayega

jane kaha, kab aayega

koi sitam kar jayega

pal me badal dega manzar

dhund rahi jise, sabki nazar

na mai, na tu, to hai 

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

teesra kaun, teesra kaun

Explore this song