Roman script

ishvar bolo allaah bolo chaahe bolo raam

saare bigade kaam sanvare bas ek rab ka naam

kayi tar gaye 

ishvar bolo allaah bolo chaahe bolo raam

saare bigade kaam sanvare bas ek rab ka naam

kayi tar gaye 

kayane tar jana jinane tera naam japayan

ho kayane tar jana jinane tera naam japayan

are na mai jaanu ishvar allah na mai jaanu raam

mere liye toh rab se pyaara bhaiya tera naam

mere dil ne to mere dil ne to

tainu rab maana maine toh tera naam japaya

mere dil ne to tainu rab mana

maine to tera naam japaya

ha rab kee najar me gunehagaar na bana

mainu rab na bol tainu rab da vaasta

ho rab da vaasta

rab jo milana chahe to main rab se ye kahu

are mujhase milana ho to mera bhaiya banke aao

na main jaanu

paida kiya rab ne tainu paala hai mujhe

pyar ke rango mein tune dhaala hai mujhe

paida kiya rab ne tainu paala hai mujhe

pyar ke rango mein tune dhaala hai mujhe

mere liye pyaar hai jo sab mein baant de

auro ki kidmat mein saari umar kaat de

ishvar bolo allaah bolo

Explore this song