Roman script
Ishqa ishqa.. badmaash kare ishqa Ishqa ishqa.. jag se na dare ishqa Dil ki chori hai kaam yehi iss ka Ishqa ishqa.. badmaash kare ishqa Zyada main toh nahi kehti Thoda sa yaar bigad ja Honthon se kuch na karna Aankhon se kuch bhi kar ja Aa zyada main toh nahi kehti Thoda sa yaar bigad ja Honthon se kuch na karna Aankhon se kuch bhi kar ja (Kar ja.. kuch bhi kar ja..) Pal do pal ki sharafat hai Baaki bigdi si aadat hai Bachke rehna zara humse Jahaan humse salamat hai (x2) Zyada main toh nahi kehti Thoda sa yaar bigad ja Honthon se kuch na karna Aankhon se kuch bhi kar ja Aa zyada main toh nahi kehti Thoda sa yaar bigad ja Honthon se kuch na karna Aankhon se kuch bhi kar ja (Kar ja… aankhon se kuch bhi kar ja Kar ja.. kuch bhi kar ja Kar ja.. aankhon se kuch bhi kar ja Kar ja.. kuch bhi kar ja!)
Song details
- Singer: Abhijeet Sawant
- Singer: Antara Mitra
- Film / album: Dishoom
- Composer: Pritam
- Lyricist: Kumaar
singer: Abhijeet Sawant, Antara Mitra
language: Hindi