Roman script

ishqa ishqa badmaash kare ishqa

ishqa ishqa jag se na dare ishqa

dil ki chori hai kaam yahi iska

ishqa ishqa badmaash kare ishqa

zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja

hontho se kuch na karna, aankho se kuch bhi kar ja

ha zyada mai to nahi kehti, thoda sa yaar bigad ja

kar ja kuch bhi kar ja

pal do pal ki sharafat hai, baaki bigdi si aadat hai

bachke rehna zara humse, jahaan humse salamat hai

kar ja aankho se kuch bhi kar ja, kar ja kuch bhi kar ja

Explore this song