Roman script

karta hu tuhjme din gujar main, karta hu tujhme shab basar

karta hu tujhme hi sahar main, jita hu tujhko dekh kar

dil tere bin thehra sa hai tu dhadkano ka hai safar

kaato bhara har rashta phulo ki hai tu rahgujar

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

jaano dil ke darmiya hai darmiya tu ha

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

tujhme hi dil udd raha hai aasmaan tu ha

saath tera jab se hai mujhko mila

waqt ki shakho pe hai har pal khila

jindagi se ab nahi koi gila

jitna hai tu utna hu main na kuch jyada na hu kam

tujhse shuru hota hu main hota hu tujhpe hi khatam

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

jaano dil ke darmiya hai darmiya tu ha

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

tujhme hi dil udd raha hai aasmaan tu ha

maine tujhko is tarah se hai jiya

aandhiyo me jaise jalta hai diya

ishk se har faasle ko tay kiya

jo the judaa hamse khafa lamhe wo saare kat gaye

tum mil gaye banke subah jo the andhere hat gaye

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

jaano dil ke darmiya hai darmiya tu ha

javedan hai ishk tujhse javedan hai 

tujhme hi dil udd raha hai aasmaan tu ha

Explore this song