Roman script

nazro me jache fir shor mache

aur dil pagla bin dor khiche

nazro me jache fir shor mache

aur dil pagla bin dor khiche

dil baat kisi ki mane na

hari duniya bhai hari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

bas thodedin ki duri hai

ye durie badi zaruri hai

kuch waqt mujhe mil jayega

kuch uski bhi majburi hai

yadon ka hai aana jana

hai mushkil dil ko samjhana

ae darde dil ye guzarish hai

hadh se jyada na badh jana

ye dard mera koyi jane na

hari duniya bhai hari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

palko pe aisa dera hai

khwabo ne inko ghera hai

duniya ka manzar bhul gya

ankhon me chehra tera hai

aalam to dil ka aisa hai

na jagta hai na soata hai

kaise samjhau mai isko

na waqt pe hi sab hota hai

dil waqt koyi pehchaane na

hari duniya bhai hari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

nazro me jache fir shor mache

aur dil pagla bin dor khiche

dil baat kisi ki mane na

hari duniya bhai hari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

ishq teri leela nyari

Explore this song