Roman script

ishq ne itna majbur kiya

ishq ne itna majbur kiya

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

ye bata ye bata ye bata kaha hai tu

ye bata ye bata ye bata kaha hai tu

ishq ne itana majbur kiya

har taraf aag hai, har taraf hai dhunwa tere bina

jindagi ban gayi dard ki dastaa tere bina

de sada dilruba tu jahaan hai wahaan aayunga mai

ha ha bin tere ek pal abb kahi ji nahi paunga mai

kaun mera hai yahaa tere siwa

kaun mera hai yahaa tere siwa

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

ishq ne itana majbur kiya

maut ke saaye me ji rahi mai yaha shamo sehar

aa bhi saathiya agar tujhe aana hai, na der kar

ye tadap ye chubhan ye jalan ye agan kaise sahu

tu meri jaan hai jaan se dur mai kaise rahu

ji nahi sakati abb hoke juda

ji nahi sakati abb hoke juda

tujhko iss dil me chhupa rakha hai dhadkan ki tarah

tujhko iss dil me chhupa rakha hai dhadkan ki tarah

ishq ne itna majbur kiya

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

yaar nikla hu tujhe dhundane pagal ki tarah

ye bata ye bata ye bata kaha hai tu

ye bata ye bata ye bata kaha hai tu

dilruba janeja ye bata kaha hai tu

ye bata ye bata ye bata kaha hai tu

Explore this song