Roman script

dil mera mangati hai kyun

tu chahe meri jaan mang le

khwabon ko bas ek baari

tu yaara mere rang rang de

dil mera mangati hai kyun

tu chahe meri jaan mang le

khwabon ko bas ek baari

tu yaara mere rang rang de

o mittha mittha hai khara paani

mitthiya teri yaadan

haan tere mere ishq diya hai

ucchiyan hai parwaza

ishq namazaa main taan padhiya

isq namazaa

mujh mein main nai tujme tu nai

dil ki sun awaaza

ishq namazaa main taan padhiya

isq namazaa

ishq namazaa main taan padhiya

isq namazaa

jab se mila hoon tujse

main gumshuda hoon

subah sham tu hi tu hai

bata main kahaan hoon

o mittha mittha hai khara paani

mitthiya teri yaadan

tere mere ishq diya hai

ucchiyan hai parwaza

ishq namazaa main taan padhiya

isq namazaa

mujh mein main nai tujme tu nai

dil ki sun awaaza

ishq namazaa main ta padhiya

isq namazaa

ishq namazaa main ta padhiya

isq namazaa.

Explore this song