Roman script

teri bewafai ko bhula na saknege

chahe bhi to kabhi muskura na saknege

tujh ko to mil gaya yaar apna

apna kisi ko hum bana na saknege

roti rahengi meri wafaye

aati rahengi dil se pukar

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

teri meri yaari thi purani sanam

tu hi to tha meri zindgani sanam

meri wafa ko kar ke begana

aur kisi ko kyu sanwara

tune to ek din mujhse hi pyaar kiya tha

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

khwabo ki chitaye hai sulagti hui

uspe ye teri yaade dasti hui

gham ka andhera khushiyo pe chhaya

tune sitam wo is dil pe dhaya

maine wafa pe teri kitna aitbaar kiya tha

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

teri bewafai ko bhula na saknege

chahe bhi to kabhi muskura na saknege

tujh ko to mil gaya yaar apna

apna kisi ko hum bana na saknege

roti rahengi meri wafaye

aati rahengi dil se pukar

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

ishq na karna, ishq na karna

Explore this song