Roman script

ishq me mere rabba

jane main kya kar jata

tujhse pyar na karta to 

shayad main mar jata

ishq me mere rabba

jane main kya kar jati

tujhse pyar na karti to 

shayad main mar jati

kaise batau bin tere

meri kaise raat gujarti thi

khabo me khoyi rahti thi

khud se baate karti thi

tu hai jaha main hu wahi

tu hai jaha main hu wahi

ishq me mere rabba

jane main kya kar jata

tujhse pyar na karta to 

shayad main mar jata

Explore this song