Roman script

ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

ab sab raatein suni raatein lagti hain

ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

paas gaye to, wo aansu ki ladiyan thi

ho paas gaye to, wo aansu ki ladiyan thi

dur se taaron ki baaratein lagti hain

dur se taaron ki baaratein lagti hain

ab sab raatein suni raatein lagti hain

ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

pyar, mohabbat, ishq khuluso, mehar wafa

pyar, mohabbat, ishq khuluso, mehar wafa

dil tujh par bhi kitni ghaatein lagti hain

dil tujh par bhi kitni ghaatein lagti hain

ek zara sa daag e dil dhone ke liye

ek zara sa daag e dil dhone ke liye

ashqo ki kitni barsatein lagti hain

ashqo ki kitni barsatein lagti hain

ab sab raatein suni raatein lagti hain

ishq ki baatein khaab ki baatein lagti hain

Explore this song