Roman script

ho ishq ka rutaba rab se uncha, ishq se rab bhi haara 

pyaar dilo me, paida karke roya wo bechara 

ho rabba, ho rabba yaar kisi ka juda na howe 

rabba yaar kisi ka 

yaar bina jag suna, ho pyaar bina jag suna 

hain yaar ka didaar rab jaisa, nahi koi hain mrere yaar ke jaisa 

lage nazar mere pyaar ko, de du saari umariyaa bhi yaar ko

yaar bina jag suna, ho pyaar bina jag suna  

ho rabba, ho rabba yaar kisi ka juda na howe 

rabba yaar kisi ka 

main maangu bas milane ki duaaye 

ab to sun le meri tu sadaay 

dhudhati hain nigaahe dildaar ko 

koi mujhse mila de mere yaar ko 

ho yaar bina jag suna, ho pyaar bina jag suna

ho rabba, ho rabba yaar kisi ka juda na howe 

rabba yaar kisi ka 

yaar bina jag suna, ho pyaar bina jag suna 

yaar bina jag suna, pyaar bina jag suna 

ho ishq ka rutaba rab se uncha, ishq se rab bhi haara 

pyaar dilo me, paida karke roya wo bechara

Explore this song