Roman script

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

mai pareshan hu ye sunkar are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

mai pareshan hu ye sunkar are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

meri aawargi sunti nahi mera kehna

meri aawargi sunti nahi mera kehna

mujhse kehta hai mera ghar are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

unki aankho se hataata nahi nazre apni

unki aankho se hataata nahi nazre apni

mai behakta nahi pi kar are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

sari duniya ko shikayat hai to bas itni si

sari duniya ko shikayat hai to bas itni si

hum jo rote nahi hai dard are tauba tauba

ishq ka rang mere sar are tauba tauba

are tauba tauba, are tauba tauba

Explore this song