Roman script

kalma kalma kalma

mujhe ishq ka kalma yaad raha

hey mujhe ishq ka kalma yaad raha

mai baaki sab kuch bhul gayi

ho mujhe ishq ka kalma yaad raha

mai baaki sab kuch bhul gayi

ek naam piya ka yaad raha

ek naam piya ka yaad raha

mai baaki sab kuch bhul gayi

kai chand meri chhat par chamke

kai suraj mere ghar aaye

kai jogi dekhe khwabon me

kai peer fakir nazar aaye

mujhe tera mukhda yaad raha

mujhe tera mukhda yaad raha

mai baaki sab kuch bhul gayi 

ho mujhe ishq ka kalma 

mujhe ishq ka kalma 

kalma mujhe ishq ka kalma yaad raha

mai baaki sab kuch bhul gayi

Explore this song