Roman script

Kalmaa aaa…

Kalmaa aaa…

aaa…

Kalma..

Mujhe ishq ka kalma yaad raha

O Mujhe ishq ka kalma yaad raha

Main baki sab kuch bhool gayi

O Mujhe ishq ka kalma yaad raha

Main baki sab kuch bhool gayi

Ik naam piya ka yaad raha

Ik naam piya ka yaad raha

Main baki sab kuch bhool gayi

Kai chaand meri chhat par ch amke

Kai sooraj mere ghar aaye

Kayi jogi dekhe khwabo mein

Kai teer faqeer nazar aaye

Mujhe tera mukhda yaad raha

Main baaki sab kuch bhool gayi

O Mujhe ishq ka kalma (ishq ka kalmaa…)

Mujhe ishq ka kalma (ishq ka kalmaa…)

Kalmaa Mujhe ishq ka kalma yaad raha

Main baki sab kuch bhool gayi (bhool gayi)

baki sab kuch bhool gayi

Explore this song