Roman script

ishq ka matlab log na samjhe 

ye aahsiq ka rog na samjhe 

ishq hain kya ye raaz suno 

ik bulbul ki baat suno tum 

aa ishq ke gam jo sah jata hain 

naam usi ko rah jaata hain 

waqt hain qaatil ishq masihaa 

aag hain duniya ishq hai dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya bahta jaye 

aur sabse ye kahta jaaye 

ishq ka daaman chhod na pyaare 

tu rab se muh na pyare 

ishq ka daaman

mahal to mahle jo thukraye 

sachche aashiq wo kahlaaye 

mahal to mahle jo thukraye 

sachche aashiq wo kahlaaye 

pahan gale me ishq ki mala 

pi jaaye wo zahar ka pyaala 

pi jaaye wo zahar ka pyaala 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya bahta jaye 

aur sabse ye kahta jaaye 

ishq ka daaman chhod na pyaare 

tu rab se muh na pyare 

ishq ka daaman

ishq hain yaaro vo banjara 

jisko dhunde aalam sara 

ishq hain yaaro vo banjara 

jisko dhunde aalam sara 

aa ishq ko jisne rab mana hain 

kaun kahe wo divana hain 

kaun kahe wo divana hain 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya bahta jaye 

aur sabse ye kahta jaaye 

ishq ka daaman chhod na pyaare 

tu rab se muh na pyare 

ishq ka daaman

ishq ki surat kuchh aisi hain 

ishq ki surat rab jaisi hai 

ishq ki surat kuchh aisi hain 

ishq ki surat rab jaisi hai 

ishq hi rasta ishq hi manzil 

ishq fakiri ishq hi allah 

ishq fakiri ishq hi allah 

allah hi allah,  allah hi allah

allah hi allah,  allah hi allah

allah hi allah,  allah hi allah

allah hi allah,  allah hi allah

allah hi allah,  allah hi allah

ishq ka dariya bahta jaye 

aur sabse ye kahta jaaye 

ishq ka daaman chhod na pyaare 

tu rab se muh na pyare 

ishq ka daaman chhod na pyaare 

tu rab se muh na pyare 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya 

ishq ka dariya ishq ka dariya

Explore this song