Roman script

chadha hai jo dil pe asar ab utar na paaye

marne ka jee kare kyun haan jeeya na jaaye

chadha hai jo dil pe asar ab utar na paaye

marne ka jee kare kyun haan jeeya na jaaye

hai laal rang toh ishq ka naino ko laal hi bhaaye

jahaan dekhun laal laal laal

laal hi dikh jaaye, laal hi dikh jaaye

hai ishq mein laakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

jaha tere nishaan waha mere kadam

marji bina uth jaate hai

jaha tere nishaan waha mere kadam

marji bina uth jaate hai

dil toh gudda gudiya, bane chhella chhaliyaan

apni hi duniya basate hai

dariya hai dariya hai ishq toh ye dariya hai

dariya hai dariya hai ishq toh ye dariya hai

doob ke bhi jaana aur bachke bhi aana

hai ishq mein laakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

kitaabe chaar padhi, padhe sab ved puraan

dhaai na aakhar padh paaye

kitaabe chaar padhi, padhe sab ved puraan

dhaai na aakhar padh paaye

na jaana dard kabhi, na jaana marz kabhi

humsaa na koi kar paaya

aakhar hai aakhar hai ishq dhaai aakhar hain

aakhar hai aakhar hai ishq dhaai aakhar hain

padhe se hi jaane aur nibhe se hi maane

hai ishq mein laakho khubiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

ishq fobiya kyun phir ishq fobiya

Explore this song