Roman script

ishq fanaa ka naam hain

ishq mein zindagi na de

ishq fanaa ka naam hain

ishq mein zindagi na de

jalwa-e-aaftaab ban

jalwa-e-aaftaab ban

zarre mein roshni na de

shauq ko rehnuma bana

shauq ko rehnuma bana

jo ho chuka kabhi na de

aag dabi huyi nikaal

aag bujhi huyi na de

tujhko khuda ka waasta

tu meri zindagi na de

tujhko khuda ka waasta

tu meri zindagi na de

jiski sahar bhi shaam ho

uski siyaah shabi na de

jalwa-e-aaftaab ban

jalwa-e-aaftaab ban

zarre mein roshni na de

ishq fanaa ka naam hai

ishq mein zindagi na de

Explore this song