Roman script

ishq aur pyaar ka maza lijiye

ishq aur pyaar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

dil-e-bekarar ka maza lijiye

dil-e-bekarar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

maza lijiye maza lijiye 

maza lijiye  maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

bekhyaal ho gaye hai hosh mein na layie

aayie kareeb aake aankhon se pilaiye

o bekhyaal ho gaye hai hosh mein na layie

aayie kareeb aake aankhon se pilaiye

aap bhi khumaar ka mazaa lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

maza lijiye, maza lijiye 

maza lijiye, maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

aadhi raat dhal chuki hai chandani jawaan hai

koi badahavas hai to koi badgumaan hai

o aadhi raat dhal chuki hai chandani jawaan hai

koi badahavas hai to koi badgumaan hai

husn ke nikhaar ka mazaa lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

maza lijiye maza lijiye 

maza lijiye maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

mastiyan hain bekhudi hai chaahaton ka jaam hai

na to koi bebasi hai na to koi kaam hai

o mastiyan hain bekhudi hai chaahaton ka jaam hai

na to koi bebasi hai na to koi kaam hai

din hai itavaar ka mazaa lijiye

ho din hai itavaar ka mazaa lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

thoda intazaar ka maza lijiye

ishq aur pyaar ka maza lijiye

ishq aur pyaar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

thoda intazar ka maza lijiye

maza lijiye maza lijiye 

maza lijiye maza lijiye

maza lijiye maza lijiye

Explore this song