Roman script

ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai 

ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai 

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho saja deta hai 

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho 

aankh milati hai jaha pal me tadap jata hai

dil toh diwana hai yeh dhak se dhadak jata hai

ishq karte hai sabhi fark sirf itna hai

koyi khamosh rahe koyi bata deta hai

koyi khamosh rahe koyi bata deta hai 

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho

ishq ke rup kai ishq ke hai rang bade

tir najaro se chale aake kaleje me gade

ishq hai khel yhaa yar bas nasibo kaa

koyi karta hai wafa koyi daga deta hai

koyi karta hai wafa koyi daga deta hai 

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho toh saja deta hai

ishq jab dono taraf ho toh maja deta hai

ishq jab ek taraf ho

Explore this song