Roman script

chak le tu namkin main  ek number shaukin main 
o my sexy teen re  age is my ninteen re 
roz malu multani mitti  galo pe hai nimbu pani 
leke jawani ki biryani, oye hoye  leke jawani ki biryani 
up se aayi hun main bhaiyani  taza taza ubaal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
jakar ke mukhiya se karle pata 
buduon ko bhi mera chaska laga 
saare kuanre pichhe pade 
shadishuda pe chhaya nasha 
chahe sab dabochna, mauka pake nochna 
naam mera kar dena chahe raajdhani re 
behke jawani ki biryaani  leke jawani ki biryaani 
up se aayi hun main bhaiyani 
taza taza ubaal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
everybody says aa mujhse mil 
with in movement le jaau dil 
smart saare ho jaaye nill
bachana otherwise i may kill
peice kasam se dhansu main 
haske sabko faansu main 
chalti hai meri manmaani re 
leke jawani ki biryaani, oye biryaani 
leke jawani ki biryaani 
up se aayi tu diljaani
taza taza ubaal ke, oye oye 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke 
ishq ka garam masala daal ke

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mamta Sharma, Desh Gaurav