Roman script

ishk me jism jalne de, ishk me ruh jalne de

jara najdeek aa sanso ko tu sanso se milne de

ishk me jism jalne de, ishk me ruh jalne de

jara najdeek aa sanso ko tu sanso se milne de

aise bahoo me bhar na mujhe sathiya

ek pal me pighal jaungi 

thodi baki rahi mohabbat to 

tujhse milne mai kal aungi

tu khai leli ya azizi tu khai leli ya asidi

tu khai leli ya azizi tu khai leli ya asidi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

teri ankhe jo sagar hai to mujhko dub jane de

tera dil gar jo pathar hai to mujhko tut jane de

meri ankho ke sagar me dubo or har wakt dube raho

mujhse takara ke tum chot khate raho

aur har wakt tute raho

fanah phir gayi afizi fanah phir bayi wasidi

fanah phir gayi afizi fanah phir bayi wasidi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

mere aghosh me aaja mujhe madhosh hone de

kabhi do pal ko jagne de kabhi do pal to sone de

wakt sone ka ab to nahi ek pal wakt ki tej raftar hai

band ankhe karo or socho jara sara alam hi raftar hai

ada hmma wal wasidi ada hamma wal wasidi

ada hmma wal wasidi ada hamma wal wasidi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ishk me jhakham milne de ishk me dard milne de

zara najdeek aa jakhmo ko jakhmo se silne de

jakham kaise hai ye dard hota nahi  

dard hota nahi ek pal

ishk bechainiya mujhe chain dene lagi

kya mujhe ho gaya aajkal

tu khai leli ya azizi tu khai leli ya asidi

tu khai leli ya azizi tu khai leli ya asidi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

ya wastam jawahal hasi wal habibi

ya wastam jawahal habibi

Explore this song