Roman script

nawajata hai jo sabko

wo dilnawaz hai tu

le aaj mand hai sab

aur bemijaj hai tu

zamane bhar ke banata hai saare bigde kaam

karim sare zamane ka kaarsaaz hai tu

is shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam ka kya kahna

dar pe jo sawali aate hai

is shan-e-karam ka kya kahna

dar pe jo sawali aate hai

ik teri karimi ka sadka

ik teri karimi ka sadka

wo man ki murade paate hai

ik teri karimi ka sadka

wo man ki murade paate hai

is shan-e-karam

shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam ka kya kahna

khali na rahi rahmat se teri

khali na rahi rahmat se teri

dukh dard ke maaro ki jholi

dukh dard ke maaro ki jholi

kya tera karam hai dar pe tere

kya tera karam hai dar pe tere

bharti hai hazaro ki jholi

shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam 

is shan-e-karam ka kya kahna

mushkil ko tu aasan bana deta hai

mushkil ko tu aasan bana deta hai

har gunche ummed khila deta hai

har gunche ummed khila deta hai

taqdeer se ho jaye jo bhai se juda

us bhai ko bhai se mila deta hai

shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam ka kya kahna

din raat hai masjido ka phera

din raat hai masjido ka phera

din raat hai masjido ka phera

din raat hai masjido ka phera

kya khub saji hai dar tera

kya khub saji hai dar tera

milti hai karam ki bhikh unhe

milti hai karam ki bhikh unhe

daaman jo yaha failate hai

milti hai karam ki bhikh unhe

daaman jo yaha failate hai

milti hai karam ki bhikh unhe

is dar ki sajawat ya kahiye

is dar ki sajawat ya kahiye

is dar ki sajawat ya kahiye

is dar ki sajawat ya kahiye

pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai

pakke rishte teri rahmat se jo ban jate hai

kacche dhage se bandhe log chale aate hai

kacche dhage se bandhe log chale aate hai

tu mila deta hai bichhde huye insano ko

tu mila deta hai bichhde huye insano ko

tere andaz-e-karam shan ye dikhlate hai

is dar ki sajawat ya kahiye

is dar ki sajawat ya kahiye

khali na gaya mangta koi

khali na gaya mangta koi

mohtaaz yaha jo aate hai

mohtaaz yaha jo aate hai

wo jholiya bharke jate hai

mohtaaz yaha jo aate hai

wo jholiya bharke jate hai

is shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam

is shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam

is shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam ka kya kahna

is shan-e-karam ka kya kahna

Explore this song