Roman script

is mitti ka karz tha mujhpe

maine apna karz chukaya

kiya nahi ahsan kisi pe 

maine apna farz nibhaya

maine iski aan bachai ispe jiwan wara hai

aane walo ise sambhalo 

ab ye desh tumhara hai

ab ye desh tumhara hai

ab ye desh tumhara hai

ab tum din ka suraj dekho

ab tum din ka suraj dekho

apni ho gai raat

apni ho gai raat

apni ho gai raat

bhulega naa ye jahaa

kuch esa kar jayegen

apne vtan ke liye 

hum hans ke mar jaayege

Explore this song