Roman script

ham nahi chahte ye jivan 

jispar dharam ka shraap ho 

jivan nahi ye zehar hain 

jispar laga ek paap ho 

aa aa aa aa 

iska paap mitane mata 

puny ki dhar baha do 

iska paap mitane mata 

puny ki dhar baha do 

bujh na jaye deep shakti ka 

bujhti jyoti jaga do 

iska paap mita le mata 

puny ki dhar baha do 

he har siddhi he jagdambe

he ambe he mata 

singhwahini pran dayini

he jan jan ki data 

wapas lekar pran hamare 

iski karo rakhwali 

dinhin ki laaj bacha lo 

he mata mahakali 

he mata mahakali 

he mata mahakali 

he mata mahakali 

prkat hui jo maat 

raat dukh ki tal gayi 

chamak utha prbhat 

aur sanjh dhal gyai 

maa ki god me bhi 

uska phul khil gaya 

mahan the jo unka 

pran daan mil gaya 

pran daan mil gaya

Explore this song