Roman script

nafrat andar aa nahi sakati 
bahar prem ka pahara hai 
saari duniya se sundar 
mera sansar sunhara hai 
is ghar mein koi divaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
hum ek hai hum ek hai bhai char nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
unche parvat ke pav mein 
pipal ki thanthi chhav mein 
unche parvat ke pav mein 
pipal ki thanthi chhav mein 
sab kahate hai is gav mein 
hum sa koi parivaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
kahate hai khet ye sarso ke 
ye rishte nahi kal parso ke 
kahate hai khet ye sarso ke 
ye rishte nahi kal parso ke 
hum sab sathi hai barso ke 
ye chaar dino ka pyar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
hum ek hai hum ek hai bhai char nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
ye apna bag bagicha hai 
patthar se pani khincha hai 
ye apna bag bagicha hai 
patthar se pani khincha hai 
phulo ko lahu se sincha hai 
aisa koi guljar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
is ghar mein koi divaar nahi 
hum ek hai hum ek hai bhai char nahi 
is ghar mein koi divaar nahi

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Mala Sinha, Om Prakash, Romesh Sharma