Roman script

is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna

tu mera insaf karna

maa se koi bhul hui ho to munne tu maf karna

to munne tu maf karna

rukh ye kya jiwan ne badla ek anjane pal me

rukh ye kya jiwan ne badla ek anjane pal me

jazar mila amrat me madir mil gayi ganga jal me

logo ka man to maila hai

tu apna man saf karna

tu mera insaf karna

is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna

tu mera insaf karna

mera sab kuch bah le gaya rela ek pani ka

mera sab kuch bah le gaya rela ek pani ka

ek badkismat ma ki majburi ka kurbani ka

or kisi ne kiya nahi par tu is raah par chalna

tu mera insaf karna

maa se koi bhul hui ho to munne tu maf karna

to munne tu maf karna

is dunia ne kiya nahi tu mera insaf karna

tu mera insaf karna

Explore this song