Roman script

is diwane ladke ko, koi samjhaye 

pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

is diwane ladke ko, koi samjhaye 

pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aau

utni dur ye jaaye, jaaye, haa jaaye

rang na dekhe, rup na dekhe, ye jawaani ki, dhup na dekhe

arz hai, kuch majnu bane, kuch raanjha bane

kuch romiyo, kuch farhad hue, is rang rup ki chaahat main

naa jaane kitne barbaad huye, vo dekho

ishq main iske, baanvri hu main, ye bhala hai to, kya buri hu main

ye ladka, hai phir bhi, jaane kyu sharmaaye

jaane kyu sharmaaye, haay sharmaaye

is diwane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

jaanti hu main, ye tadapta hai, pyar main iska, dil dhadakta hai

jise dekho dil ki dhui ramata hai

are ye mandir nahi hai, shivala nahi hai

hasino se kehdo kahi aur jaye

mera dil hai dil, koi dharamshala nahi hai

ye akele main, aah bharta hai

phir bhi kehne se, ye kyu darta hai

sach kuchh bhi, bole na, jhuthi baat banaaye

jhuthi baat banaaye, haan banaaye

is diwane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

dard-e-dil, jaane na, paas main jitna aau

utni dur ye jaaye, jaaye, haa jaaye

is diwane ladke ko, koi samjhaye

pyar mohobbat se na jaane, kyu ye ghabraye

phul khilte hain, bahaaron ka sama hota hai

aise mausam main hi to, pyar jawaan hota hai

dil ki baaton ko, hothon se nahi kehte

ye fasaana to, nigaaho se bayaan hota hai

Explore this song